1.Tum ek anjan thee,phir bhi tum kareeb thee,aj phir tum anjan ho
,par ab bhi tum kareeb ho...Kareeb hona zaroori hai.......chahe vo
pass hokar ho ya phir dur hoke....
2.Uske pass hone ka ehsas hai kyunki humare darmiyan kuch
hai,usse khone ka khauf hai kyunki humare darmiyan kuch hai.Ye
kuch hai jo hum donu nahi jante par kuch to hai.

3.Tumse hum na huye kabhi roobroo par fhaasla tha naa ke
barabar , jis din huye hum roobroo uss din maanu tham saa gaya
ye saamaa...
4.Jis dil mein tumhe rakha tha vo dil tha mera,jis dil ko tumne
choda vo dil tha mera,jis dil mein tum chupe bethe ho vo dil hai
mera,jis dil mein ab koi aur hai humesha ke liye vo dil bhi hai
mera, jo sab sameth leta hai par ek baar bhi shikaquat nahi karta
vo dil hi to hai mera.
5.Tujhse pyar kiya vo zarurat thi meri,tujhe chod diya vo majburi
thi meri,jis pyar mein hum thee vo humare beech tha,jis rishte
mein hum hain vo duniya ke beech mein hai.
No comments:
Post a Comment